Monday, October 18, 2010

Jagjit Singh & Alka Yagnik - Kiska Chehra

Chaand Bhi Dekha
Phool Bhi Dekha
Baadal Bijli Titli Jugnu
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Husn Hai Jaisa
Tera Husn Hai Jaisa

Meri Nigaah Ne Ye Kaisa Khwaab Dekha Hai
Zameen Pe Chalta Hua Mahathab Dekha Hai

Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar

Neend Bhi Dekhi
Khwaab Bhi Dekha
Neend Bhi Dekhi
Khwaab Bhi Dekha
Choodi Bindiya Darpan Khushboo
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Pyaar Hai Jaisa
Tera Pyaar Hai Jaisa

Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar

Rang Bhi Dekha
Roop Bhi Dekha
Rang Bhi Dekha
Roop Bhi Dekha
Rasta Manzil Saahil Mehfil
Koi Nahin Hai Aisa
Tera Saath Hai Jaisa
Tera Saath Hai Jaisa

Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar
Kiska Chehra
Kiska Chehra Ab Main Dekhoon
Tera Chehra Dekhkar
Meri Aankhon Ne Chuna Hai Tujhko Duniya Dekhkar

Bahut Khoobsuat Hai Aankhein Tumhaari
Bana Dijiye Inko Kismat Hamari
Usay Aur Kya Chaahiye Zindagi Mein
Jise Mil Gayi Mohabbat Tumhari

Pakeezah - Lata Mangeshkar - Chalte Chalte

Chalte chalte, chalte chalte
Yunhi koi mil gaya tha - 2
Sare raah chalte chalte - 2
Vahin thamke reh gayi hai - 2
Meri raat dhalte dhalte - 2
Jo kahi gayi na mujhse - 2
Voh zamaana keh raha hai - 2
Ke fasaana
Ke fasaana ban gayi hai - 2
Meri baat chalte chalte - 2
Yunhi koi mil gaya tha - 2
Sare raah chalte chalte - 2
Yunhi koi mil gaya tha
Sare raah chalte chalte
Chalte chalte
Sare raah chalte chalte
Chalte chalte
Chalte chalte, chalte chalte
Yunhi koi mil gaya tha - 2
Shabe intezaar aakhir - 2
Kabhi hogi muqtasar bhi - 2
Yeh chiraag
Yeh chiraag bujh rahe hain - 2
Mere saath jalte jalte - 2
Yeh chiraag bujh rahe hain
Yeh chiraag bujh rahe hain - 5
Mere saath jalte jalte - 2
Yunhi koi mil gaya tha - 2
Sare raah chalte chalte - 2

TaRa Rum Pum - Shaan & Sunidhi Chauhan - Hey Shona





Hey Hey Ey Ey Ey Ey Hey Hey Hey Hey......
Tumhe Pata Toh Hoga, Tumhi Pe Main Fida Hoon
Tumhe Hai Jabse Chaaha, Hawaaon Mein Udata Hoon
Tumhi Mere Har Pal Mein, Tum Aaj Mein, Tum Kal Mein
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....
Tumhe Pata Toh Hoga Ke Mere Dil Mein Kya Hai
Chalo Kahe Deti Hoon, Kabhi Nahi Jo Kahaan Hai
Tumhi Mere Har Pal Mein, Tum Aaj Mein, Tum Kal Mein
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....

Tum Jo Ghussa Bhi Karo Toh Mujhe Pyaar Lagata Hai Jaane Kyun
Main Toh Jo Bhi Kahu Tumhe Ikraar Lagata Hai Jaane Kyun
Chhodo Bhi Ye Ada, Paas Aake Jara, Baat Dil Ki Koi Keh Do Na
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....

Saari Duniya Ko Chhodake Maine Chaaha Hai Ik Tumhe
Maine Jindagi Se Maanga Hai Toh Sirf Maanga Hai Ik Tumhe
Abb Isi Chaah Mein, Abb Isi Raah Mein, Jindagibhar Mere Tum Ho Na
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....
Tumhe Pata Toh Hoga, Tumhi Pe Main Fida Hoon
Tumhe Hai Jabse Chaaha, Hawaaon Mein Udata Hoon
Tumhi Mere Har Pal Mein, Tum Aaj Mein, Tum Kal Mein
Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona....
Shona, Hey Shona, Hey Shona, Hey Shona.......
Hey Hey Ey Ey Ey Ey Hey Hey Hey Hey

(HD) Ishq Hua - Aaja Nachle




[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2

[Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua ]2

[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2

[Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua ]2

Ishq Hua haaye
Ishq Hua haayaaaeeeein

Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai
Gujare na wahan se yeh teri galti hai
Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai

hooo
Rehte hain abb hum wahan
Ishq hua hi hua

hoo

Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua

<<
Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua >>

la alal ala a

Ishq hua

Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein
Nazro ko sambhale
to Dil ka kya karein

Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein

Dil ko sambhale zubaan
Ishq hua hi hua

Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua

[Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua ]2
Ishq hua 2

Ajah Nachle - Sonu Nigam & Shreya Ghoshal - Ishq Hua




[Hulcul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Aor Hua ]2

[Esi Chale Jab Hawa
Ishq Hua Hi Hua ]2

[Hulcul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Aor Hua ]2

[Esi Chale Jab Hawa
Ishq Hua Hi Hua ]2

Ishq Hua Haaye
Ishq Hua Haayaaaeeeein

Palko Se Hoton Tak Jo Rah Nikalti Hai
Gujare Na Wahan Se Yeh Teri Galti Hai
Palko Se Hoton Tak Jo Rah Nikalti Hai

Hooo Rehte Hain Abb Hum Wahan Ishq Hua Hi Hua

Hoo

Esi Chale Jab Hawa Ishq Hua Hi Hua
Hulcul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Aor Hua

La Alal Ala A

Ishq Hua

Kadmo Ko Sambhale
Nazaro Ka Kya Karein
Nazro Ko Sambhale
To Dil Ka Kya Karein

Kadmo Ko Sambhale
Nazaro Ka Kya Karein

Dil Ko Sambhale Zubaan
Ishq Hua Hi Hua

Esi Chale Jab Hawa
Ishq Hua Hi Hua

[Hulcul Hui Zara Shor Hua
Dil Chor Hua Teri Aor Hua ]2

Ishq Hua 2

Lucky Ali - O Sanam


Shaam Sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yu tadpati hain
O Sanam Mohabbat ki kasam,

Milke bichad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door hogaya
O Sanam teri yadoon ki kasam

Samjhe zamaana ke dil he khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se na yu humko girana
Mar bhi gaye toh bhul na jaana.

Ankhon mein bassee ho
Par door ho kaheen
Dil ke kareeb ho
Yeh mujhko hai yakeen
O Sanam tere pyar ki kasam.

Nazia Hussain - Aap Jaisa Koi


Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye
To Baat Ban Jaaye, Haan Haan Baat Ban Jaaye ...

Phool Ko Bahaar, Bahaar Ko Chaman
Dil Ko Dil, Badan Ko Badan
Har Kisiko Chahiye Tan Ka Milan
Kash Mujh Par Aisa Dil Aapka Bhi Aaye
To Baat Ban Jaaye ...

Maein Insaan Hoon, Farishta Nahin
Dar Hai Behak, Na Jaun Kahin
Tanha Dil Na Sambhlega Pyar Bina Yeh Tadpega
Aapsa Kahan Hai Dil Aapko Hi Paaye
To Baat Ban Jaaye ...

Abhijeet - Neele Neele Ambar




Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho, oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Oonche oonche parvat jab choomte hain ambar ko
Pyaasa pyaasa ambar jab choomta hai saagar ko
Pyaar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaaye koi to aa jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho, thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Thande thande jhonke jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnen jab gaalon ko chhoo jayein
Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera mann tarsaaye koi to chhoo jhaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye

Ho, chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Chham chham karta saawan boondon ke baan chalaaye
Satrangi barsaaton mein jab tan man bhiga jaaye
Pyaar mein nahaane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jaga jaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par
La la la la la la..
Hm hm hm hm.. La la la la la la
Oh.. oh oh oh

Jo Jita Wohi Sikandar - Udit Narayan & Sadhana Sargam - Pehla Nasha Pehla




Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar

Pyar Mein Kabhi Kabhi - Shaan - Woh Pehli Bar



Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala
Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala
Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi
Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana
Teri Aankhon Mein Jannat Basake Chala
Teri Zulfon Ki Chhaaon Mein Chalta Chala
Tere Neinon Mein Chein Tere Labh Pe Khushi
Tujhko Hi Main Mohabbat Bana Ke Chala

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Ho Gaye Shuru Ye Silsile
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Isne Jaana

Khilti Kaliyon Mein Dhoondhoon Bas Tere Nishaan
Main Na Jaanoon Hai Aakhir Ye Kya Karvaan
Tujhe Dekhoon To Aaye Labh Pe Khushi
Khuda Na Kare Ho Kabhi Dooriyaan

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Ho Gaya Hoon Paagal Ab Tere Liye
Tere Bin Dil Bechara Ye Kaise Jiye
Maine Khoke Hai Chein Paayi Tujh Mein Khushi
Tu Bani Jaanejaana Meri Zindagi

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale
Ho Gaya Ye Dil Deewana
Hota Hai Pyaar Kya Humne Jaana

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
Haathon Mein Haath Jab Hum Chale

Friday, October 8, 2010

Churaliya Hein Tumne

--FEMALE--
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
(Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

--MALE--
Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Hm hm hm hm, hm hm hm hm - 2