Thursday, September 30, 2010

Jagjit Singh - Kahin Door Jab Din




Kahiin duur jab din Dhal jaae
SaaNjh kii dulhan badan churaae
Chupake se aae

Mere Kayaalon ke aangan mein
Koi sapano ke diip jalaae, diip jalaae

Kahiin duur ...

Kabhii yuuNhiin, jab huiin, bojhal saaNsen
Bhar aaii bethe bethe, jab yuuNhiin aaNkhen 2x

Tabhii machala ke,
pyaar se chhala ke
Chhue koii mujhe par
nazar na aae, nazar na aae

Kahiin duur ...

Kahiin to ye, dil kabhii, mil nahiin paate
Kahiin se nikal aae, janmon ke naate
Ghanii thii uljhan, bairii apne man
Apne hii hoke sahe dard paraae, dard paraae
Kahii.n duur ...

Dil jaane, mere saare, bhed ye gahare
Ho gae kaise mere, sapane sunahare
Ye mere sapane, yahii to hai.n apane
Mujhase judaa na ho.nge inake ye saaye, inake ye saaye
Kahii.n duur ...

Chithra K S, Ustad Sultan Khan - Piya Basanti




[male]
piya basanti re
kaahe sataye aajaa
music
piya basanti re
kaahe saataaye aaja
jaane kya jaadu kiya
pyar ki dhun chede jiya
[female]
ooooooooooo
kahe sataye aaja
piya basanti re
kaahe sataye aaja

music

[male]
baadal ne angdaayi li jo kabhi
lehraya dharti ka aanchal
oooooooooo
badal ne angdaayi li jo kabhi lehraya dharti ka aanchal
yeh patta patta
yeh boota boota
chede hai kaisi yeh halchul
manva yeh doole jaane kya bole
[female]
manega na mera jiya
tere hain hum tere piya
ooooooooooo
kahe sataye aaja
piya basanti re.......

music

[palkon ke sirhaane baithe
khwaab wahi jo aane waale
dil ki girha girha khole
mann mein pyaar jagane waale]-2
satrangi sapney bol re
kahe sataye aaja
[male]
piya basanti re.....
kaahe sataye aaja
[female]
piya basanti re.....
kahe sataye aaja
[male]
jaane kya jaadu kiya pyaar ki dhun chede jiya
ooooooooo
kahe sataye aaja....

Wednesday, September 29, 2010

Mohit Chauhan - Once upon a time in Mumbai - Pee Loo



Pee loon tere neelay neelay nainon se shabnam
Pee loon tere geelay geelay hoto ki sargam
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Hosh mein rahun kyun aaj main
Tu meri baahon mein simti hai, mujh mein samayi hai yun
Jis tarah ki koi ho nadi, tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon
Pee loon teri dheemi dheemi lehron ki cham cham
Pee loon teri saundi saundi saanson ko har dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai

Shaam ko milun jo main tujhe
Toh bura subah na jaane kyun kuch maan jaati hai yeh
Har lamha, har ghadi har pehar
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh
Pee loon main dheere dheere jalne ka yeh gumm
Pee loon inn gore gore haanthon se hum dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Wednesday, September 22, 2010

CHANDNI CHOWK TO CHINA - SHANKAR MAHADEVEN, SHREYA GHOSHAL - Tere Naina Tere Naina


(Tere Naina.. Has Diye, Bas Gaye Mere Dil Mein, Tere Naina) - 2

(Mere Dil Mein Jo Armaan Hai Paaas Aake Zara Dekho Na
Dil Ke Taar Mein Hai Sargam Chede He Koi Hai Abb Koi Anjana) - 2

Yeh Pyaar Ki Hai Baatein, Kuch Ankani Mulakatein
Oho Aise Hi Milte Hain, Milte Ke Machalte Hai Do Dil Jawaan..

Tere Naina.. Tere Naina.. Has Diye

Bas Gaye Dil Mein Tere, Mere Naina..
(Ab Dekho Mil Gaye Ho To Phir Se Na Kahin Kho Jana
Ankhon Mein Hi Rehna Bahaon Mein Tum Mere Sojana) - 2

O Ho Mere Paas Tu Jo Aaye, To Khuda Mujhe Mil Jaaye
Ho Ho Hothon Ko Hothon Se Milne De Silne De Door Na Ja..

Haan Haan Haan Haan...

Tere Liye Charo Ore Dhondha Mene
Mil Gai Jo Tu Mujhe Mil Gaya Sara Jahan
Sara Yahan Aab Chahon Mein Kya..

Mere Liye Sapna Tha Yeh Pyaar Tera
Kholi Aankhein Saamne Tha Mere Liye
Yaar Mera Pyaar Mera Abb Chahana Aur Kya..

O Aise Na Mujhko Sada De, Paas Aa Na Abb Tu Saza De
Oho Sab Se Churalo, Jag Se Chupa Lu, Itne Paas Aa

Mere Dil Mein Jo Armaan Hai Paaas Aake Zara Dekho Na
Dil Ke Taar Mein Hai Sargam Chede Koi Hai Abb Koi Anjana
Varannnana Na Na Na, Paaas Aake Zara Dekho Na
Dil Ke Taar Mein Hai Sargam, Chede Koi Hai Abb Koi Anjana

Yeh Pyaar Ki Hai Baatein, Kuch Ankani Mulakatein
O Ho Aise Hi Milte Hain, Milte Ke Machalte Hai Do Dil Jawaan..

Tere Naina.. Tere Naina.. Tere Naina.. Tere Naina..

KUCH NAA KAHO - KAVITA KRISHNAMURTHY, SUBRAMANIAM AND UDIT NARAYAN - Mujhe Tum Chupke





Mujhe Tum Chupke Chupke Jab Aise Dekhti Ho
Achchi Lagti Ho
Kabhi Zulfon Se Kabhi Aanchal Se Jab Khelti Ho
Achchi Lagti Ho
Mujhe Dekhke Jab Tum Yuh Thandi Aahe Bharte Ho
Achche Lagte Ho
Mujhko Jab Lagta Hai Tum Mujhpar Hi Marte Ho
Achche Lagte Ho
Tum Mein Ay Meherbaan
Sari Hai Khoobiyan Mere Itne Sare Naam Hai Jab Tum Yeh Kehte Ho

Bholapan Saadgi
Dilkashi Taazgi
Dilkashi Tumse Hai
Taazgi Tumse Hai
Tum Hua Humnashi
Ho Gayi Main Haseen
Rang Tumse Mile Hai Sare
Taarif Jo Sunke Tum Aise Sharma Jati Ho
Achchi Lagti Ho
Kabhi Haas Deti Ho Aur Kabhi Itraa Jati Ho
Achchi Lagti Ho
Mujhe Dekhke Jab Tum Yuh Thandi Aahe Bharte Ho
Achche Lagte Ho

Khoye Se Tum Ho Kyon
Soch Mein Gum Ho Kyon
Baat Jo Dil Mein Ho
Keh Bhi Do Keh Bhi Do
Sochta Hoon Ke Main
Kya Pookaro Tumhe
Dilnashin Naazneen
Mahero Mehzabeen
Yeh Sab Hai Naam Tumhare
Mere Itne Sare Naam Hai Jab Tum Yeh Kehte Ho
Achche Lagte Ho
Mere Pyaar Mein Jab Tum Khoye Khoye Se Rehte Ho
Achche Lagte Ho

Mujhe Tum Chupke Chupke Jab Aise Dekhti Ho
Achchi Lagti Ho
Kabhi Zulfon Se Kabhi Aanchal Se Jab Khelti Ho
Achchi Lagti Ho
Achche Lagte Ho
Achchi Lagti Ho
Achche Lagte Ho
Achchi Lagti Ho
Achche Lagte Ho

Jodha Akhbar - JAVED ALI - Jashn-E-Bahaara


Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai


Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Kaise Kahen Kya Hai Sitam
Sochte Hai Abb Yeh Hum
Koi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahi Humare
Karte To Hai Saath Safar
Fasle Hain Phir Bhi Magar
Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare

Pass Hain Phir Bhi Paas Nahi
Humko Yeh Gum Raas Nahi
Seeshe Ki Ek Diware Hai Jaise Darmiyan


Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein


Humne Ne Jo Tha Nagma Suna
Dil Ne Tha Usko Chuna
Yeh Dastan Humen Vaqt Ne Kaise Sunai

Humjo Agar Hai Gumgin
Woh Bhi Udhar Khush To Nahi
Mulakato Mein Jaise Ghul Si Gai Tanhai

Milke Bhi Hum Milte Nahi
Khilke Bhi Gul Khilte Nahi

Aankhon Mein Hai Baharein Dil Mein Khilza

Sare Sehmein Nazare Hain
Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain
Aur Dil Mein Koi Khoyi Si Baatein Hain

O Hoo Kehne Ko Jashan-E-Bahara Hai
Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai

Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulsan Mein
Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Ghajini - -Guzarish...Tu Meri Adhoori Pyaas


Hmmm hmmmm..
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to…
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Hai haal to dil ka tang tang,
Tu rang jaa mere rang rang,
Bas chalna mere sang sang,
Hai guzarish..
Kehde tu haan to zindagi,
Jharno se choot ke hassegi,
Moti honge moti rahon mein..
Yeah yeah yeah,
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Sheeshe ke khwab leke,
Raton mein chal raha hu,
Takra naa jaun kahin,
Aasha ki lau hai roshan,
Phir bhi toofan ka darr hai,
Lau bujh naa jaaye kahin,
Bass ek haan ki guzarish,
Phir hongi khushiyon ki baarish,
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Hmm hmmm…
Hmmm hmmmm… mmm
Ohh ohooo…
Chanda hai aasman hai,
Aur baadal bhi ghane hai,
Yeh chanda chup jaaye naa,
Tanhai dass rahi hai,
Aur dhadkan badh rahi hai,
Ek pal bhi chein aaye naa,
Kaisi ajab daastan hai,
Bechainiyan bass yahan hai.. hooo…
Tu meri adhoori pyaas pyaas,
Tu aa gayi mann ko raas raas,
Ab to tu aa jaa paas paas,
Hai guzarish..
Hai haal to dil ka tang tang,
Tu rang jaa mere rang rang,
Bas chalna mere sang sang,
Hai guzarish..
Kehde tu haan to zindagi,
Jharno se choot ke hassegi,
Moti honge moti rahon mein..
Yeah yeah yeah,
Tu meri adhoori pyaas pyaas
Hmm hmmm…
mmm… hmmm.. mmm….

GHATOTHKACH - SHAAN,SHREYA GHOSHAL - Main Yahan Tu Wahaan

Main Yahan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan
Mein Yahaan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan

Nayan Mein Aasoon Hai Bhare, Milan Ke Aas Mann Mein Hai
Tera Dharas Mujhe Mile, Yahin To Dhun Lagan Mein Hai
Mere Sapan Mein Raat Din, Tera Hi Roop Rang Hai
Tu Rah Ke Door Bhi Priye, Sada Hi Mere Sang Hai
Tu Kuch Nahin, Mere Bina, Mera Bhi Haal Hai Bura Tere Tarah

Mein Yahaan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan
Mein Yahaan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan

Sandesa Teri Preet Ka, Subah Se Shaam Hai Likha
Mere Har Ek Saans Pe, Tera Hi Naam Hai Likha
Adhar Pe Baansuri Meri, To Is Pe Taan Ki Tarah
Chupa Ke Rakha Hai Tujhe, Jiya Mein Pyaar Ki Tarah
Mile Jo Tu, To Yeh Kahoon, Hai Sona Sona Meri Khushiyon Ka Chada

Mein Yahaan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan
Mein Yahaan, Tu Wahaan,
Jaise Zameen Asmaan
Na Humein Yeh Patha,
Kaise Milenge Kab Kahaan

Pardes - Kumar Sanu - Do Dil Mil Rahe Hain

Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Gupchup Gupchup Chup Chup oo

Do Dill Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke
Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke
Sabko Ho Rahi Hai
Haan Sabko Ho Rahi Hai
Khabar Chupke Chupke
Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke

Saanson Mein Badi Bekaraari
Aankhon Mein Kai Rat Jage
Kahin Kabhi Lag Jaaye Dil To
Kahin Phir Dil Na Lage
Apne Dil Mein Zara Thaam Loon
Jaadu Ka Main Isay Naam Doon
Jaadu Kar Raha
Jaadu Kar Raha Hai Asar Chupke Chupke

Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke

Aise Bhole Bankar Hai Baithe
Jaise Koi Baat Nahin
Sab Kuchh Nazar Aa Raha Hai
Din Hai Ye Raat Nahin
Kya Hai Kuchh Bhi Nahin Hai Agar
Honthon Pe Hai Khaamoshi Magar
Baatein Kar Rahi Hain
Baatein Kar Rahi Hain Nazar Chupke Chupke

Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke

Kahin Aag Lagne Se Pehle
Uthta Hai Aisa Dhuaan
Jaisa Hai Idhar Ka Nazaara
Vaisa Hi Udhar Ka Samaa
Dil Mein Kaisi Kasak Si Jagi
Dono jaanib Barabar Lagi
Dekho To Idhar Se
Dekho To Idhar Se Udhar Chupke Chupke

Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke
Sabko Ho Rahi Hai
Haan Sabko Ho Rahi Hai
Khabar Chupke Chupke
Do Dil Mile Rahe Hain
Magar Chupke Chupke

Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Magar Chupke Chupke
Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Gupchup Gupchup Chup Chup oo
Magar Chupke Chupke
Ha Haan Chupke Chupke .

BARSAAT - ALKA YAGNIK, KUMAR SANU - Humko Sirf Tumse Pyaar Hain

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Dhoonte hain hum tumko dar badar
Jaane kab kahan miloge humse humsafar
Dhoonte hain hum tumko dar badar
Jaane kab kahan miloge humse humsafar

Kaisi dooriyaan kaisa faasla
Hum yahaan pe aaye sun ke pyaar ki sada
Ab na tumse door honge hum
Tumpe dil kya jaan nisaar hai
Tumpe dil kya jaan nisaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Jaagte rahe hum to raat bhar
Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar
Tum nigahon mein, tum khayal mein
Haal hai bura humara aise haal mein
Youn to humpe na karo sitam

Humko tumpe aitbaar hai
Humko tumpe aitbaar hai
Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai

Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

Keh rahi hai dil ki bekhudi
Bas tumhara intezaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai
Humko sirf tumse pyaar hai

1942 A Love Story - Lata Mangeshkar - Kuch Na Kaho


Kuch na kaho, kuch bhi na kaho - 2
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
(Khoyi sab pehchaane, khoye saare apne
Samay ki chhalne se gir girke khoye saare sapne) - 2
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
(Humne jab dekhe the sundar komal sapne
Phool sitaarein parbat baadal sab lagte the apne) - 2
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho

Sunday, September 19, 2010

ASHA BHONSLE, KISHORE KUMAR - O Saathi Teri Bina Kiya Jeena

O Saathii Re Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
Phuulo N Me N Kaliyo N Me N
Sapano N Kii Galiyo.N Me N
Tere Binaa Kuchh Kahii N Na
Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa

[ O Saathi Re Tere Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

O Saathii Re Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
Jaane Kaise Anajaane Hii
Aan Basaa Koii Pyaase Man Me N
Apanaa Sab Kuchh Kho Baithe Hai N
Paagal Man Ke Paagalapan Me N
Dil Ke Afasaane...Dil Ke Afasaane
Mai N Jaanuu N Tuu Jaane Aur Ye Jaane Koii Na
Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
O Saathii Re...

Har Dha Dakan Me N Pyaas Hai Terii
Saa Nso N Me N Terii Khushabuu Hai
Is Dharatii Se Us Ambar Tak
Merii Nazar Me N Tuu Hii Tuu Hai
(Pyaar Ye Tuute Na) - 2 Tuu Mujhase Ruuthe Na
Saath Ye Chhuute Kabhii Na
Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
O Saathii Re ...

Tujh Bin Jogan Merii Raate N
Tujh Bin Mere Din Ba.Njaaran
Meraa Jiivan Jalatii Buu Nde N
Bujhe-Bujhe Mere Sapane Saare
(Tere Binaa Merii) - 2 Mere Binaa Terii
Ye Zi.Ndagii Zi.Ndagii Na
Tere Binaa Bhii Kyaa Jiinaa
O Saathii Re...

MUKESH & LATA MANGESHKAR - Kabhi Kabhi - Kabhi Kabhi Meri Dil Mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Monday, September 13, 2010

BHOOL BHULAIYAA - SHREYA GHOSHAL, M. G. SREEKUMAR - Mere Dholna





Ami Je Tumar
Shudhu je Tumar
Ami Je Tumar
Shudhu je Tumar

Meri Chaahatein Toh Fiza Mein Bahengi, Zinda Rahengi Hoke Fanaa
Ta Na Na Na Tum....

Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun, Mere Dholna Sun

Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun, Mere Dholna Sun
Meri Chaahatein Toh Fiza Mein Bahengi, Zinda Rahengi Hoke Fanaa
Ta Na Na Na Tum....
Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun, Mere Dholna

(Saathi Re Saathi Re Marke Bhi Tujhko Chaahega Dil
Tujhe Hi Pe Chainiyon Mein Aayega Dil) - 2
Mere Kesuyon Ke Saayein Mein, Teri Rahaton Ki Khushboo Hai
Tere Bagair Kya Jeena Hai, Mere Rom Rom Mein Tu Hai
Meri Chudiyon Ki Khankhan Se, Teri Sadaayein Aati Hain
Yeh Duriyaan Hamesha Hi Najdik Humko Laati Hai O Piya
-Sargam-
Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun, Mere Dholna

(Saanson Mein Saanson Mein Teri Saragamein Hain, Abb Raat Din
Zindagi Meri Toh Kuchh Na Abb Tere Bin) - 2
Teri Dhadkano Ki Sarghoshi Meri Dhadkano Mein Bajati Hai
Meri Jaagati Nigaahon Mein Khwaaish Teri Hi Jagati Hai
Mere Khayaal Mein Har Pal Tere Khayaal Shaamil Hai
Lamhe Judaayiyon Waale Mushkil Bade Hi Mushkil Hai, O Piya
-Sargam-
Mere Dholna Sun Mere Pyaar Ki Dhun, Mere Dholna

Friday, September 3, 2010

Dheere Dheere Aap Meri


Movie: Baazi
Song: Dheere Dheere
Singers: Udit Narayan & Alka Yagnik


Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye
Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye
LyricsMasti.com

Phele jaan phir jaaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye

Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye


Ho Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye

Phele jaan phir jaaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye

Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye

Yeh hai karam aapka
Tumne mujhe chun liye
Abb chahe kuch na kaho
Humne sab sun liye

Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye

Phele jaan phir jaaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye

Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye

Pagal jaawani teri
Katil tumhari Ada
Aise chada dono pe
Ashiqui ka nasha


Phele jaan phir jaaane jaan
Phir jaanejaana ho gaye

Dheere dheere aappp mere
Dil ke mehmaan ho gaye