Thursday, November 25, 2010

hum tumhe chahte hai aise (Film - Qurbani)



--Male--
O Ho, Ho Ho
Naseeb Insaan Ka, Naseeb Insaan Ka
Naseeb Insaan Ka Chaahat Se Hi Sanwarta Hai
Kya Bura Is Mein Kisi Par Jo Koi Marta Hai
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise - 2
Marne Waala Koi
Marne Waala Koi Zindagi Chaahta Ho Jaise
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise
Rooth Jaao Agar Tum To Kya Ho - 2
Pal Mein Aise Lage
Pal Mein Aise Lage, Jism Se Jaan Jaise Judaa Ho
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise
Marne Waala Koi
Marne Waala Koi Zindagi Chaahta Ho Jaise
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise


--Female--
Ra Ra, Ru Ra Ra
Zara Poochho To Mera Iraada - 2
Mujhe Kisse Hai Pyar, Mera Dil Ka Hai Kaun Shehzaada
Zara Poochho To Mera Iraada
Mere Khwaabon Mein Jo Saj Raha Hai - 2
Voh Khuda To Nahin, Par Zamaane Mein Sab Se Judaa Hai
Mere Khwaabon Mein Jo Saj Raha Hai

--Male--
Zindagi Bin Tumhaare Adhoori - 2
Tumko Paaloon Agar
Tumko Paaloon Agar, Har Kami Meri Ho Jaaye Poori
Zindagi Bin Tumhaare Adhoori
Le Chalenge Tumhe Hum Vahan Par - 2
Tanhaai Sanam
Tanhaai Sanam Shehnaai Ban Jaaye Jahan Par
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise - 2
Marne Waala Koi
Marne Waala Koi Zindagi Chaahta Ho Jaise
Hum Tumhe Chaahte Hain Aise





---------------------------------------------------------------------

kaho na kaho,
yeh aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat k safar main yeh sahaara hai
wafa k saahilon ka yeh kinaara hai.

kaho na kaho
yeh aankhen bolti hain
o sanam o sanam o mere sanam
mohabbat k safar main yeh sahaara hai
wafa k saahilon ka yeh kinaara hai

baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob

baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob

tamalli moaaan
walaaooo haa taaba idda inni fee albi hawaan

tamalli mauaaan
tamallli wali uff alvi wala bansaan
tamalli wa hi ishni lo hatta bano yaan

tamalli maoon
walao ha taba idda inni fee albi hawaan

tamalli mauaaan
tamallli wali uff alvi wala bansaan
tamalli wa hi ishni lo hatta bano yaan

tamalli habibi bastala
ileya aleya dindala

wilao hawa laila kuli tu
dakuniya habibi makhta jilla

baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob

(baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob)

(baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob)

(baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob)

(baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob)

(baadlon se oonchi uraan unki
sab se alag pehchaan unki
unse hai pyaar ki kahaani mansoob
aati jaati saanson ki rawaani mansoob)

No comments:

Post a Comment