Friday, November 5, 2010

Vishal Kothari - Pal - Yeh Dil Deewana Hai


Yeh dil deewana hai, dil to deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Ha ha ha
Yeh dil deewana hai, dil to deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Kaisa bedardi hai
Kaisa bedardi hai, iski to marzi hai
Jab tak jawaani hai, yeh rut suhani hai
Nazren juda na hon, armaan khafa na hon
Dilkash bahaaron mein, chhupke chanaron mein
Yunhi sada ham tum baithe rahe gumsum
Woh bewafa jo kahe hamko jaana hai yeh dil
Yeh dil deewana hai, dil to deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Bechain rehta hai
Bechain rehta hai, chupke se kehta hai
Mujhko dhadkane do, shola bhadakne do
Kaanton men kaliyon mein, saajan ki galiyon mein
Dera lagane do, chhodo bhi jaane do
Kho to na jaaoonga, main laut aoonga
Dekha suna samjhe achchha bahana hai yeh dil
Yeh dil deewana hai, dil to deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Sawan ke aate hi~
Sawan ke aate hi
Badal ke chate hi
Phoolon ke mausam mein
Phoolon ke mausam mein
Chalte hi purwayi, milte hi tanhayi
Uljha ke baaton mein, kehta hai raaton mein
Yaadon mein kho jaaoon, jaldi se so jaaon
Kyunke sanwariya ko sapnon mein aana hai yeh dil
Yeh dil
Yeh dil deewana hai
Dil to deewana hai
Deewana dil hai yeh dil deewana
Ha ha ha
Hm hm hm

No comments:

Post a Comment